O Meri Jaan of Tum mile lyrics and song download

hayraan hai hum huye kyon tum gayeron se
kaisa hai gum bolo na tum hoton se
hayraan hai hum huye kyon tum gayeron se
kaisa hai gum bolo na tum hoton se
naa tum ho bewafa, naa main bhi hoon
phir bhi hum juda, main kya kahoon
naa jaane waqt ki marji hai kya
kyon hai mili ye dooriyan
O meri jaan
O meri jaan
O meri jaan
O meri jaan

tere bin jo din aaya, kaate na wo kat paaya
kami teri khal si jaati hai
tere bin jo saam aayi, badi dil ki tanhaayi
meri aankhen bhar si jaati hai
kuch tum mujhse khapha, kuch main bhi hoon
hai kya iski wajah, main kya kahoon
naa jaane waqt ki marji hai kya
kyon hai mili ye dooriyan
O meri jaan
O meri jaan
O meri jaan
O meri jaan

tujhe dil se tha caaha
tuhi to naa mil paaya
kushi mujhko chal se jaati hai
mera tu tha sarmaaya
tujhe paa ke na paaya
yahi baate chubh si jaati hai
tanah teri tarah haan main bhi hoon
dono hai gum zada wo kya kahoon
naa jaane waqt ki marji hai kya
kyon hai mili ye dooriyan
O meri jaan
O meri jaan
O meri jaan
O meri jaan

Download this song


BollywoodStop.com - O Meri Jaan


Found at bee mp3 search engine

No comments: